lunes, marzo 20, 2006

La plata, febrero de 2006

Aca estoy con mi primo Matias en un corso, de ahi, cuando termino nos fuimos a otro, Damas Gratis, cerveza, un bar y lo que de

Tu, tu hai vahi dil ne jise apna kaha, tu hai jahaan maein hoon vahan ab to teh jeena tere bin hai sazaa. Ho mil jaayen is tarah, do lehren jis tarah. Phir ho na juda haan ye vaaha raha. Maein aavaaz hoon to tu hai geet mera, jaahan se niraala manmeet mera.
Kisi mod pe bhi na ye saath chhoote, mere haath se tera daaman na chhoote, kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe, mere pyaar ki koi khushiyaan na loote...
Tujhe maein jahaan ki nazar se chura loon, kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon, kabhi zindagi mein pade mushkilen to mujhe tu sambhaale tujhe sambhaaloon.

No hay comentarios.: